Question | Response |
Do you go to school? Kya aap school jaate ho? क्या आप स्कूल जाते हो? | Yes, I do. Haan, mai jaataa hoon. हाँ, मै स्कूल जाता हू। |
What's the name of your school? Aapke vidyalay kaa naam kya hai? आप के विद्यालय का नाम क्या है? | XYZ school. XYZ school षयश स्कूल् |
Where is your school located? Aap kii pathshala kahaan par hai? आप् की पाठशाला कहाँ पर है? | It's on Campbell road in --city-- state-- Yah ---city--state mein campbell road par hai. यह् ----शहर् --राज्य में कैम्प् बेल् रोड् पर है। |
Do you commute daily to school from your home? Kya aap school roz ghar se jaate ho? क्या आप स्कूल रोज् घर से जाते हो? | Yes, I commute daily in school bus. Haan, mai roz school bus ke jariye jaataa hoon. हाँ, मै रोज् स्कूल बस के जरीये जाता हूँ। |
How far is your school from your house? Ghar se school kitnee duur hai? घर से स्कूल कितनी दूर है? | It's about 6 kms. Yeh lagbhag cheh kilometer hai. यह लगभग छः किलोमिटर् है। |
Which class you are studying now? Aap kis kaksha mein padhate ho? आप किस कक्षा में पढते हो? | I'm studying in 5th standard. Mai paanchavi kaksha mein padhataa hoon. मै पाँचवी कक्षा में पढता हूँ। |
Word-Bag : Talking About School In Hindi Tutorial
school - school, paathshala, vidyaalaydaily - roz
far, distance - duur, duuri
house - ghar
to study - padhana
about - lagbhag
class, standard - kaksha
fifth - paanchavi
No comments:
Post a Comment