Thursday, January 10, 2013

Talking About Birthday In Hindi




Question Response
When is your birthday?
Aap kaa janm din kab hai?
आप का जन्म दिन कब है?
My birthday is on 31st day of this month.
Mera janm din is mahine ke ek-tees-vey din hai.
मेरा जन्म दिन इस महिने के एक तीस्वें दिन है।
Happy birthday to you.
Janm din mubarak ho.
जन्म दिन मुबारक हो।
Thank you.
Dhanyavaad.
धन्यवाद्।
How old are you now.
Aap kitane vars ke ho gaye?
आप कितने वर्ष के हो गये?
I am 15 years old now.
Mai pandrah vars kaa hoon.
मै पन्द्रह वर्ष् का हूँ।
Are you planning a birthday party?
Kya aap janm din utsav manaa rahe hai?
क्या आप जन्म दिन उत्सव् मना रहे हैं?
Yes, I am planning to have a birthday party at our home.
Haan, mai apne ghar par janm din manaane kaa yojana banaa rahaa hoon.
हाँ, मै अपने घर पर जन्म दिन मनाने कि योजना बना रहा हूँ।
Who are you inviting for that party?
Us utsav mein kin-ko bulaa rahe ho?
उस उत्सव में किन को बुला रहे हो?
I am inviting all my friends.
mai apne sabhi doston ko nimantran de rahaa hoo.
मैं अपने सभी दोस्तों को निमन्त्रण दे रहा हूँ।
God bless you. Wish you a very happy bithday on 31st.
Ishwar aap par kripa kare. Ek-tees ko aapke bahut khushi-purn janm din ki shubh kamanaaye.
ईश्वर आप पर कृपा करे। एकतीस् को आप के बहुत खुशी-पूर्ण जन्म दिन की शुभ् कामनायें।
Thank you.
Dhanyavaad.
धन्यवाद्।

Word-Bag : Talking About Birthday In Hindi Tutorial

birthaday - janm din
31st - ek-tees-vaan
month - mahinaa
to invite - bulaanaa, nimantran dena
to plan - yojanaa banaanaa
year - vars
God bless you - Ishwar aap par kripa kare
to wish - shubh-kaamanaa dena
happy - khush, khushi-purn

No comments:

Post a Comment