Question | Response |
What are your Hobbies? Aap kay hobbies kya hai? आप के हाबीज क्या हैं? | Swimming, gardening, and dancing. Tairaaki, baagvaani aur nritya. तैराकी, बागवानी और नृत्य। |
Where do you go for swimming. Aap tairaaki ke liye kahaan jaate ho. आप तैराकी के लिये कहाँ जाते हो? | I practice swimming in my school's swimming pool. Mai tairaaki kaa abhyaas apne school ke taran-taal mein karataa hoon. मैं तैराकी का अभ्यास अपने स्कूल् के तरण ताल में करता हूँ। |
And where do you do gardening. Aur aap baag-vaani kahaan karate ho? और आप बागवानी कहाँ करते हो? | I do gardening in the backyard of our home. Mai apne ghar ke peeche ki jagah mein baag-vaani karataa hoon. मै अपने घर के पीछे की जगह में बागवानी करता हूँ। |
What about dancing? Nritya ke liye kya karate ho? नृत्य के लिये क्या करते हो? | I have joined a dancing school where I go twice a week. Mai nay ek nritya-school mein daakhilaa liya hai, jahaan mai saptaah mein do baar jaataa hoon. मैने एक नृत्य स्कूल में दाखीला लिया है, जहाँ मै सप्ताह में दो बार जाता हूँ। |
Do you practice under the guidance of a coach/tutor? Kya aap kissi guru ke nigraani mein abhyaas karate ho? क्या आप किसी गुरु की निगरानी में अभ्यास करते हो? | Yes, there is a coach in our dance class. Haan, mere nritya kaksha mein ek guru hain. हाँ, मेरे नृत्य कक्षा में एक गुरु हैं। |
Do you participate in competetions. Kya aap pratiyogitaa mein bhaag lete ho? क्या आप प्रतियोगिता में भाग लेते हो? | Not till now. Abhi tak nahi. अभी तक नही। |
Word-Bag : Talking About Hobbies In Hindi Tutorial
swimming - tairaakiswimming pool - taran taal
to swim - tairanaa
practice - abhyaas
gardening - baagvaani
dancing - nritya, nritya-kala
backyard - peeche ki jagah
twicw a week - saptaah mein do baar
coach/tutor - guru
guidance - nigaraani
competetion - pratiyogitaa
till now - abhi tak
No comments:
Post a Comment