Question | Response |
Do you like pets? Kya aapko paalatu jeev pasand hai? क्या आप को पालतू जीव पसन्द हैं? | Yes, I do like pets. Haan, mai paalatu jeev pasand karata (f. karatee) hoon. हाँ, मैं पालतू जीव पसन्द करता हूँ। |
Do you have a pet? Kya aapke paas koi paalatu jeev hai? क्या आप के पास कोइ पालतू जीव है? | Yes, I have a parrot. Haan, mere paas ek tota hai. हाँ मेरे पास एक तोता है। |
What name you have given to him/her? Aap ne usko kya naam diya hai? आप ने उसको क्या नाम दिया है? | I call him 'Copy-cat'. Mai usko 'Copy-cat' kahataa (f.kahatee) hoon. मैं उसको 'कापी-कैट्' कहता हूँ। |
Why so? Aisaa kyon? ऐसा क्यों? | Because he copies other's talk. kyon-ki vah doosare ki baat-cheet ki nakal karataa hai. क्योंकि वह दूसरे की बात्-चीत की नकल करता है। |
What do you feed him? Aap usay khane ke liye kya dete ho? आप उसे खाने के लिये क्या देते हो? | Some chopped fruits and bread. Kuchh katay huye phal aur roti. कुछ कटे हुये फल और रोटी। |
Do you feel happy taking care of your pet? Kya aap apne paalatu tota ki dekh-bhaal karke khush hotay ho? क्या आप अपने पालतू तोता की देखभाल करके खुश होते हो? | Yes, I feel good. Haan, mujhe achchhaa lagataa hai. हाँ, मुझे अच्छा लगता है। |
Word-Bag : Talking About Pets In Hindi Tutorial
pet, pets - paalatu jeevto like - pasand karanaa
parrot - tota
talk - baatcheet
taking care - dekh bhaal karanaa
to feel good - achchhaa laganaa
No comments:
Post a Comment