Question | Response |
Do you like watching movies? Kya aapko cinema dekhanaa pasand hai? क्या आप को सिनेमा देखना पसन्द है? | Yes, I do like watching movies. Haan, mai cinema dekhanaa pasand karata (f. karatee) hoon. हाँ, मैं सिनेमा देखना पसन्द करता हूँ। |
When do you prefer to watch a movie? Aap cinema kab dekhanaa pasand karate hai? आप सिनेमा कब देखना पसन्द करते हैं? | I prefer to watch in the afternoon. mai do-pahar-baad dekhanaa jyaada pasand karataa hoon. मैं दोपहर्-बाद देखना ज्यादा पसन्द करता हूँ। |
Do you prefer to watch in a movie-hall or on your home theatre system? Aap cinema-hall mein dekhana jyaada pasand karate hai yaa apnay home-theatre-system par? आप सिनेमा हाल में देखना ज्याद पसन्द करते हैं, या अपने होम्-थिएटर पर्? | I prefer to watch in a movie hall. Mai cinema-hall mein dekhanaa jyaadaa pasand karataa (f.karatee) hoon. मै सिनेमा हाल में देखना ज्यादा पसन्द करता हूँ। |
Why so? Aisaa kyon? ऐसा क्यों? | I enjoy it more there. mujhe vahaan jyaadaa mazaa aataa hai. मुझे वहाँ ज्यादा मजा आता है। |
Any other reason? Aur koi kaaran? और कोई कारण्? | My friends can join me there. Mere dost vahaan mil sakate hai. मेरे दोस्त वहाँ मिल सकते हैं। |
Without disturbing anyone in the family. Parivaar mein kisi ko paresaan kiye binaa. परिवार में किसी को परेशान किये बिना? | Yes, that too. Haan, vah bhi. हाँ, वह भी। |
Word-Bag : Talking About Movies In Hindi Tutorial
watching movies - cinema dekhanaato like - pasand karanaa
afternoon - do pahar baad
enjoy - mazaa
reason - kaaran
family - parivaar
to disturb - paresaan karanaa
No comments:
Post a Comment