Question | Response |
Hello Namaste' नमस्ते | Hi Namaste' नमस्ते |
What is your name please? Aap kaa shubh naam? आप् का शुभ नाम्? | My name is Charles Brown. Mera naam Charles Brown hai. मेरा नाम चार्लेस् ब्रौन् है. |
How long you have been in this country? Aap is desh mein kab se hain? आप् इस देश मे कब से है? | For the past six months. pichhale chheh mahine se. पिछले छः महिने से. |
Where do you stay? Aap kahaan rahate hain? आप कहाँ रहते है? | At the moment, I am staying in a hotel. Abhi to mai ek hotel mein rahataa hoon. अभी तो मै एक होटेल् मे रहता हू. |
OK! I shall leave now. Will meet again. Achchha, abhi mai chalataa hoon. Phir milenge. अच्छा अभी मै चलता हू. फिर मिले़गे. | Sure, thank you. Zaroor, dhanyabad. जरूर्, धन्यवाद्. |
Word-Bag : Introducing Yourself - Conversation In Hindi Tutorial
name - naammonth - mahina (pl. mahine)
stay - rahanaa
again - phir
sure - zaroor
thank you - dhanyavaad
No comments:
Post a Comment