Question | Response |
What is worth seeing here? Yahaan dekhane layak kya hai? यहाँ देखने लायक क्या है? | There are some temples and an old fort. Vahaan kuchh mandir hain aur ek purana kila. वहाँ कुछ मंदिर है और एक पुराना किला। |
How many temples are there? Vahaan kitne mandir hain? वहाँ कितने मन्दिर है? | 24 temples in all but 10 of them are in ruins. Kul chaubis mandir haiin lekin unmein se dus khandahar hai. कुल चौबीस मन्दिर है लेकिन उनमें से दस खन्डहर है। |
Where is the fort? Kila kidhar hai? किला किधर है? | The fort is on the other side of river. Kila nadi ke dusari taraf hai. किला नदी के दुसरी तरफ है। |
Please take me there. Kripaya mujhe vahaan le chaliye. कृपया मुझे वहाँ ले चलिये। | With pleasure. Khusi se. खुशी से। |
How long will it take? Is mein kitna samay lagega? इस मे़ कितना समय लगेगा? | It will take about 3 hours. Takariban teen ghante lagenge. तकरीबन तीन घन्टे लगेंगे। |
Then, take us back. Phir, humko vapas le chalo. फिर्, हमको वापस ले चलो। | All right. Theek hai. ठीक है। |
Word-Bag : Conversation in Hindi during Sight-seeing
worth seeing - dekhane layakhere - yahaan, idhar
there - vahaan, udhar
temple - mandir
fort - kila
back - vapas
how long - kitna samay
ruins - khandahar
No comments:
Post a Comment