Pages

Thursday, January 10, 2013

talking About Hobbies In Hindi




Question Response
What are your Hobbies?
Aap kay hobbies kya hai?
आप के हाबीज क्या हैं?
Swimming, gardening, and dancing.
Tairaaki, baagvaani aur nritya.
तैराकी, बागवानी और नृत्य।
Where do you go for swimming.
Aap tairaaki ke liye kahaan jaate ho.
आप तैराकी के लिये कहाँ जाते हो?
I practice swimming in my school's swimming pool.
Mai tairaaki kaa abhyaas apne school ke taran-taal mein karataa hoon.
मैं तैराकी का अभ्यास अपने स्कूल् के तरण ताल में करता हूँ।
And where do you do gardening.
Aur aap baag-vaani kahaan karate ho?
और आप बागवानी कहाँ करते हो?
I do gardening in the backyard of our home.
Mai apne ghar ke peeche ki jagah mein baag-vaani karataa hoon.
मै अपने घर के पीछे की जगह में बागवानी करता हूँ।
What about dancing?
Nritya ke liye kya karate ho?
नृत्य के लिये क्या करते हो?
I have joined a dancing school where I go twice a week.
Mai nay ek nritya-school mein daakhilaa liya hai, jahaan mai saptaah mein do baar jaataa hoon.
मैने एक नृत्य स्कूल में दाखीला लिया है, जहाँ मै सप्ताह में दो बार जाता हूँ।
Do you practice under the guidance of a coach/tutor?
Kya aap kissi guru ke nigraani mein abhyaas karate ho?
क्या आप किसी गुरु की निगरानी में अभ्यास करते हो?
Yes, there is a coach in our dance class.
Haan, mere nritya kaksha mein ek guru hain.
हाँ, मेरे नृत्य कक्षा में एक गुरु हैं।
Do you participate in competetions.
Kya aap pratiyogitaa mein bhaag lete ho?
क्या आप प्रतियोगिता में भाग लेते हो?
Not till now.
Abhi tak nahi.
अभी तक नही।

Word-Bag : Talking About Hobbies In Hindi Tutorial

swimming - tairaaki
swimming pool - taran taal
to swim - tairanaa
practice - abhyaas
gardening - baagvaani
dancing - nritya, nritya-kala
backyard - peeche ki jagah
twicw a week - saptaah mein do baar
coach/tutor - guru
guidance - nigaraani
competetion - pratiyogitaa
till now - abhi tak

No comments:

Post a Comment