Pages

Thursday, January 10, 2013

talking about home and family in hindi




Question Response
Hello How are you?
Namaste! Aap kaise hain?
नमस्ते! आप् कैसे है़?
I'm fine, Thank you! And, how are you?
Main theek hoon. Dhanyavaad! Aur aap kaise hain?
मै ठीक हू़। धन्यवाद्, और आप कैसे है़?
I'm pretty good! Where is your father?
Main bilkul theek hoon. Aapke pita kahan hain?
मै बिल्कुल ठीक हूँ। आप् के पिता कहाँ है़?
My father is out of town.
Mere pita shahar se bahar gaye hain.
मेरे पिता शहर् से बाहर गये हुऐ है़।
How many brothers and sisters you have?
Aap kitne bhai - behan hain?
आप् कितने भाई-बहन है़?
I've two brothers, but no sisters.
Mere do bhai hain, par koi behan nahi hai.
मेरे दो भाई है़ पर कोइ बहन नही है।
Any other member in your family?
Aapke parivaar mein koi aur hai?
आप् के परिवार मे़ कोई और है?
My grand father and grand mother stay with us.
Mere dada aur dadi hamare sath rahate hain.
मेरे दादा और दादी हमारे साथ् रहते है़।
Where is your house?
Aapka ghar kahaan hai?
आप का घर कहाँ है?
My house is in South City.
Mera ghar South City mein hai.
मेरा घर साउथ सिटी मे़ है।

Word-Bag : Talking About Home & Family In Hindi Tutorial

father - pita
mother - mata
brother - bhai
sister - behan
grand father - dada
grand mother - dadi
home - ghar
family - parivaar

No comments:

Post a Comment